Tapti dhoop taley
chahow ki hey talaash, talaash
tausub ki dhool thame
to melay shanakht, talaash
tapti dhoop taley
chahow ki hey talaash
tausub ki dhool thame
to melay shanakht
choomey agar ye zameen
ch-oohley gey hum aasman
sochey abhi hum agar
guzer jaey gey imtihaan
(tulba key darmiyan tasadum ki waja sey
campus ki zindagi barbad
wazir-e-azam ney gehrey ranj-o-ghum ka izhaar kiya hein)
nafrato mey girhey nochey apni hi laash, talaash
jhoot pey jo paley aaj hey woh udaas ,talaash
nafrato mey girhey nochey apni hi laash
jhoot pey jo paley aaj hey woh udaas
jhoome agar ye zameem
ch-oohley gey hum aasman
sochey abhi hum agar
guzer jaey gey imtihaan
(the Pakistani premier mr.Bhutto has been hanged....
......bharti wazir-e-azam Indehra gandhi ko aaj goli
mar kar halaq kar diya gaya)
Zehni Ghulami se kaash ho hum azad
Zehni Ghulami se kaash ho hum azad
Zehni Ghulami se kaash ho hum azad
Zehni Ghulami se kaash ho hum azad
Zehni Ghulami se kaash ho hum azad
Zehni Ghulami se kaash ho hum azad
Zehni Ghulami se kaash ho hum azad
Zehni Ghulami se kaash ho hum azad
jhoome agar ye zameem
ch-oohley gey hum aasman
sochey abhi hum agar
guzer jaey gey imtihaan
Song written by ahad, with an assistance from his cousin, Waqas and brother, Muneeb.